Asalam o alakum janab mohtaram is waqt France , Italy , aur Australia ki research k mutabiq dexamethasone hi sab se ziada suitable dawa batai ja rahi he jis k 95 % Cases mn kamyabi hasil Hui hey,
Is k sath chloroquine bhi is mn kamyab he laikin
Uski Quanty ml percentage bohat aham he,
Woh Research k bad final ho ga k kitni doze di ja sakti hey
Age factor bohat aham he,
Desi dawa mn to bohat post Shai ho chili hen.
Kalonji sab se best hey,
Lahsan ,
Adrak,
Shehad
Chai
Qehwa
Pani ka 15 minute k bad Thora Thora istemal
Garam Pani ka Pina
Direct garam Pani se nikalti Hui bhap laina steam laina
Bohat mufeed hey,
English medicine mn Jin per research Hui hey
Azethromycine tab 250 mg, 1+0+1 3 days to 5 days
Ager bukhar utar Jai to 3 din bad band kr den , Kun k ye virus phepron ko mutasir krta he aur Khoon ko jamata hey
Uske liye itally mn kamyab experiment huwa he dusprin ki 1+1+1
Jb bukhar aur sans Laine mn faida ho to doze Kum kr den aik disprin bhi kafi he daily
Anti Allergy mn soften tablet 1 per day
Ya rijix tablet 1 per day, laikin Allergy ki tablet kha kr Bahar nahen nikalna jb Tak us ka asar ho.
Relax k liye bhi chahen to zehni sakoon ki tablet half tablet
Relax le lain , ya Koi aur
Vitamin c
Vitamin b
Vitamin d
Zinc , surbex zee mn mil Jai gi
Resistance power k liye Neend 8 hour
Thandey Pani sharbat, khatti chezen aur air condition se bachna hey
Kun k virus fats banata he aur us se bana hey. To gala khushk nhen rakhna hey,
Garam atmosphere is k liye best hey,
Gala kharab ho to Anti Allergy, tablet + hydrilin syrup bhi le sakte hen
Ya Britnil syrup aik chamcha ya dou tea spoon lene se faida hota hey,
Bukhar k liye penadol tablet ya peracetamol tab
2+2+2
Bukhar Kum ho to dawa bhi Kum kr den,
Vitamin c k liye calcee sachet milte hen aik sachet aik glass Pani mn. Dall kr pi sakte hen,
Vitamin b , neurobian tablet aik din mn
Social distance,
Mask ka istemal zaruri bataya jata hey..
Ye logon k experience aur doctors ki advice k mutabiq apko information de Raha hun,
Research ki video net pr mil jaen gin warna share kr dun ga,
Information he ye bus
Baqi Dawa to doctor hi batai ga
Aur tib se mutaliq tib wale hi bataen ge
Lakin ye treatment corona k liye kamyab shumar ki ja rahi hey, sehat pane walon be maloomat di hen
Shukria
No comments: